Aansoo Main Na
Aansoo Main Na Dhoondna Humein
Dil Main Hum Bas Jaayenge
Tamanna Ho Agar Milne Ki
To Band Aankhon Main Nazar Aayenge.
Lamha Lamha Waqt Guzer Jaayenga
Chund Lamhoo Main Daaman Choot Jaayega
Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse
Kal Kiya Pata Koun Apke Zindagi Main Aa Jayega.
Paas Aakar Sabhi Door Chale Jaate Hain
Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hain
Dil Ka Dard Kisse Dikhaaye
Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hain
Waqt To Humein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhi Na Bhula De
Dosti Dil Se hum Isiliye Nahin Karte
Kyunke Darte Hain Koi Phir Se Na Rula De
Zindagi Main Hamesha Naye Loug Milenge
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge
Aitbaar Zara Soch Kar Karna
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge.
Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayenge
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayenge
Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye
Door Hote Howe Bhi Pass Nazer Aayenge..!
Dil Main Hum Bas Jaayenge
Tamanna Ho Agar Milne Ki
To Band Aankhon Main Nazar Aayenge.
Lamha Lamha Waqt Guzer Jaayenga
Chund Lamhoo Main Daaman Choot Jaayega
Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse
Kal Kiya Pata Koun Apke Zindagi Main Aa Jayega.
Paas Aakar Sabhi Door Chale Jaate Hain
Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hain
Dil Ka Dard Kisse Dikhaaye
Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hain
Waqt To Humein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhi Na Bhula De
Dosti Dil Se hum Isiliye Nahin Karte
Kyunke Darte Hain Koi Phir Se Na Rula De
Zindagi Main Hamesha Naye Loug Milenge
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge
Aitbaar Zara Soch Kar Karna
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge.
Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayenge
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayenge
Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye
Door Hote Howe Bhi Pass Nazer Aayenge..!
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.